Yaadein yaad aati hai

Yaadein yaad aati hai

Click-hindi-1913

nainam chindanti shastrani nainam dahati pavakah

na cainam kledayantya apo na shoshayati marutah yaa…aa dein yaad aati hai ho jaan meri jaan meri jaan jaati hai – 2

walhaya… yaa…aa dein yaad aati hai ho jaan meri jaan meri jaan jaati hai

jab dur hote ho tum kyun mujhako dar sa lage – 2 raaton ke sannaaton mein saaya juda sa lage yaa…aa dein yaad aati hai jaan meri jaan meri jaan jaati hai

dil ke dariche mein chupake se dastak si ho – 2 woh teri aahat hai kyun mujhako aisa lage yaa…aa dein yaad aati hai jaan meri jaan meri jaan jaati hai

walhaya… yaa…aa dein yaad aati hai haan jaan meri jaan meri jaan jaati hai

chindanti shastrani nainam dahati pavakah

na cainam kledayantya apo na shoshayati marutah