Ram Balram 1980-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
oho ohoh oho – 2
he yaar ki khabar mil gayi gayi pyar ki nazar mil gayi gayi door thi bahut manzil apni pas hi magar mil gayi gayi ohho – 2
aisa hai sama ki hum dil lage thamne jane kya paiyam diya hume is sham ne – 2 bada tadpaya mera dil kisi naam ne aaya woh makam ab nazro ke samne nazro ke samne – 2 unki gali bhi hume mil jayegi jinki dagar mil gayi gayi yaar ki khabar mil gayi gayi pyar ki nazar mil gayi gayi door thi bahut manzil apni pas hi magar mil gayi gayi
aate jate rasto me yaro se ye pucha ek hi sawal tha hazaro se ye pucha kaha pe woh phul hai baharo se ye pucha kaha pe woh chand sitaro se ye pucha sitaro se ye pucha – 2 raat bhar hum jise dhundhte rahe ab woh saher mil gayi gayi oh hooo
rasta bhula na de khushi manzil ki sar pe khadi hai jo ghadi hai mushkil hai – 2 humse ladi hai aankhe kis katil ki hogi mulakat kab dil se dil ki dil se dil ki – 2 dil bhi kabhi na kabhi mil jayenge aankh agar mil gayi gayi yaar ki khabar mil gayi gayi pyar ki nazar mil gayi gayi door thi bahut manzil apni pas hi magar mil gayi gayi