Namastey London-hindi-1913
teraa banega woh jo teraa nahee hai aye dil bata kyun tujhko itna yakin hai mere dil-e-bekaraar haan dil-e-bekaraar yahee hota pyaar hai kya mere dil-e-bekaraar haay yahee hota pyaar hai kya mere dil-e-bekaraar yahee hota pyaar hai kya
khwaabo me koyee kyun hai yu rehta aye dil too kyun mujhe hain yeh kehta woh meraa rasta bhee hai aur woh hee manjil woh meraa saagar bhee hai aur woh hee saahil kaisee bata yeh betabiya hain ham chalte chalte aaye kaha hain dil-e-bekaraar yahee hota pyaar hai kya mere dil-e-bekaraar haay yahee hota pyaar hai kya mere dil-e-bekaraar yahee hota pyaar hai kya
sunta hu me teree yeh daastaan simmte kee ek din toh yeh duriya pal mere tum me dil koyee nahee hai tere jidd me aye dil sadd afreen hai kyun yeh junun hai kya justju hai aakhir tujhe kyun yeh aaraju hai dil-e-bekaraar yahee hota pyaar hai kya mere dil-e-bekaraar haay yahee hota pyaar hai kya mere dil-e-bekaraar yahee hota pyaar hai kya