1947 Earth-hindi-1998
Lyricists:
Javed Akhtar
Singers:
Srinivas
jo afsaane dil ne buney unko koi dil hi suney hum haule haule pyaar ki dhundhli fizayon meinaaye gehre gehre hain khwaab ki neeli ghatayon ke saaye hum tum dono khoye khoye sapne dekhein jaage soye gumsum hairaan ye jo zindagi hai koi dastaan hai kab hoga kya ye khabar kahan hai ye jo zindagi hai koi carvaan hai kahan jayegi ye khabar kahan hai – 2
behti hain chingariyaan jaise sar se paon tak nas nas mein halka halka hosh hai lekin kuchh bhi nahin ab mere bas mein mere ang ang mein becheini bijli banke lehraaye ek meethe meethe dard ka badal tan man par chhaye saansein uljhein dhadkein lekin jaane kaisi meri mushkil hogi aasaan ye jo zindagi hai koi dastaan hai kab hoga kya ye khabar kahan hai ye jo zindagi hai koi carvaan hai kahan jayegi ye khabar kahan hai – 2
jo afsaane dil ne buney unko koi dil hi suney hum haule haule pyaar ki dhundhli fizayon meinaaye gehre gehre hain khwaab ki neeli ghatayon ke saaye hum tum dono khoye khoye sapne dekhein jaage soye gumsum hairaan ye jo zindagi hai koi dastaan hai kab hoga kya ye khabar kahan hai ye jo zindagi hai koi carvaan hai kahan jayegi ye khabar kahan hai – 3