Lyricists:

 Irshad Kamil

Music Directors:

 Amaal Mallik

ye aaina hai ya tu hai jo roz mujhko sawaare itna lage sochne kyun main aaj kal tere baare

tu jheel khamoshiyon ki lafzon ki main to lahar hoon ehsaas ki tu hai duniya chhota sa main ek sehar hoon…

ye aaina hai ya tu hai jo roz mujhko sawaare…

khud se hai agar tu bekhabarbekhabar rakh loon main tera khyal kya chupke chupke tu nazar mein utar sapno mein loon main sambhal kya sapno mein loon main sambhal kya

main daudd ke pass aaun tu neend mein jo pukaare main rait hoon tu hai dariya baithi hoon tere kinaare

ye aaina hai ya tu hai jo roz mujhko sawaare…

tanha hai agar tera safarhumsafar tanhai ka main jawab hoon hooga mera bhi asar tu agar padh le main teri kitaab hoon padh le main teri kitaab hoon…

sheene pe mujhko saja ke jo raat saari guzaare to main sabere se keh doon mere sehar tu na aa ree

ye aaina hai ya tu hai jo roz mujhko sawaare…