Pardes-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Udit Narayan
dil yeh dil – 3
yeh dil divaana divaana hai yeh dil divaane ne mujhko bhee ah kar dala divaana maine usake shahar ko chhoda usakee galee me dil ko toda phir bhee sine me dhadakta hai yeh dil maine dil se use nikaala jo naa karna tha kar daala phir bhee yaad usee ko karta hai yeh dil yeh dil divaana divaana hai yeh dil
god saves the world world saves the man man saves the heart heart saves luv
dil dil dil dil dil dil
dil kee khata bhee hai kya mujhako gila bhee hai kya iss dillagee ke siva dil ne kiya bhee hai kya aashik hai yeh chor nahee mai kya karu dil pe meraa jor nahee hai mai kya karu – 2 yeh dil divaana divaana hai yeh dil
dil kaisa bepir hai woh ek tasvir hai mai kehta hu tod de kehta hai janjir hai koyee kachchee dor nahee hai mai kya karu dil pe koyee jor nahee hai mai kya karu – 2
yeh dil divaana divaana hai yeh dil divaana dil divaane ne mujhko bhee ah kar dala divaana divaana dil maine usake shahar ko chhoda usakee galee me dil ko toda phir bhee sine me dhadakta hai yeh dil dil dil maine dil se use nikaala jo naa karna tha kar daala phir bhee yaad usiko karta hai yeh dil dil dil
yeh dil divaana divaana hai yeh dil divaana dil divaane ne mujhko bhee ah kar dala divaana divaana dil
yeh dil dil dil divaana dil dil dil pagal dil dil dil dil dil
dil dil dil dil………