yeh duriyaan yeh duriyaan yeh duriyaan inn raaho ki duriyaan nigaaho ki duriyaan hum raaho ki duriyaan fanaah ho sabhi duriyaan kyun koyi paas hai dur hai kyun koyi jaane na koyi yahan pe aa raha paas ya dur main ja raha jaanu na main hoon kahaan pe yeh duriyaan inn raaho ki duriyaan nigaaho ki duriyaan hamrahon ki duriyaan fanaah ho sabhi duriyaan yeh duriyaan yeh duriyaan yeh duriyaan… kabhi huwa yeh bhi khaali raaho pe bhi tu tha mere saath kabhi tujhe milake lauta mera dil yeh khaali khaali haath yeh bhi huwa kabhi jaise huwa aabhi tujhako sabhi mein paa liya tera mujhe kar jaati hai duriyaan sataati hain duriyaan tarsaati hain duriyaan fanaah ho sabhi duriyaan

kaha bhi na maine nahi jina maine tu jo na mila tujhe bhule se bhi bola na maine chaahu faasala bas faasala rahe banake kasak jo kahe ho aur chaahat yeh jawaan teri meri mit jaani hai duriyaan begaani hai duriyaan hat jaani duriyaan fanaah ho sabhi duriyaan kyun koyi paas hai dur hai kyun koyi jaane na koyi yahaan pe aa raha paas ya dur main ja raha jaanu na main hoon kahaan pe yeh duriyaan inn raahon ki duriyaan nigaaho ki duriyaan hamraaho ki duriyaan fanaah ho sabhi duriyaan yeh duriyaan yeh duriyaan