besharmiyaan barbaadiyaan

hain ishq ki shaitaniyaan yeh fitoor jo sar pe sawaar ho jeena bhi phir dushvaar ho

kiski mazaal koi rok de kiski mazaal koi tok de ishqe junoon rukey nahi

hai bawari yeh aashiqui gustaakh si yeh aashiqui bebaak si yeh aashiqui

badi hai ajab kaisi yeh talap hai yeh aashiqui ziddi badi badi sarfiri hai yeh aashiqui

hota hai yun iska asar duniya jahan ki na khabar mazhab yahi khuda yahi

hai bawari yeh aashiqui gustaakh si yeh aashiqui bebaak si yeh aashiqui bekhauf si yeh aashiqui aashiqui

jo yeh rang chadhe jo yeh sang chale toh kya fikar koi kya kahe

yeh woh aag hai jo na bujh sake aisi baarishein jo na tham sakein ishqe junoon ruke nahin…

hai bawari yeh aashiqui gustaakh si yeh aashiqui bebaak si yeh aashiqui bekhauf si yeh aashiqui

yeh aashiqui baawri yeh aashiqui gustaakh si