Rangoon-hindi-2017
yeh ishq hai… x4
sufi ke sulfe ki lau uth ke kehti hai aatish ye bujhke bhi jalti hi rehti hai
yeh ishq hai x4
sufi ke sulfe ki lau uth ke kehti hai aatish ye bujhke bhi jalti hi rehti hai
ye ishq hai… ye ishq hai…
saahil pe sar rakh ke dariya hai soya hai sadiyon se behta hai aankhon ne boya hai
yeh ishq hai re yeh ishq hai… x2
tanhaai dhunta hai parchhaai bunta hai resham si nazron ko aankhon se sunta hai
yeh ishq hai… x3
sufi ke sulfe ki lau utthi allah hoo… allah hoo… allah hoo allah hoo allah hoo…
sufi ke sulfe ki lau utthi – allah hoo jalte hi rehna hai baaki naa main naa tu
yeh ishq hai… yeh ishq hai… bekhud sa rehta hai yeh kaisa sufi hai jaage to tabrizi bole to rumi hai
yeh ishq hai yeh ishq hai yeh ishq hai…