Namaste England-hindi-2018
Lyricists:
Javed Akhtar
ziddi hai dil sunta nahi ke mushkil hai kya x 2
behlaun main lakh samjhaun main magar dil hatheela kahe tum hi iski ho tamanna tum hi iski aarzoo dil hai mera eak jazeera tum samandar jaansu
dil ka main kya karoon main jiyun ya maroon kya karoon kya karoon tum kaho kya karoon
kehta hai yeh dil zindagi raat hai aur tum roshni rehta hai yeh dil khwaabon ki duniya mein jo hai tumse bani sehta hai yeh dil tum bin ek aisi ruth hai jo tanhai ki behta hai yeh dil dard ki us nadi mein jo hai beh rahi
saari majbooriyan pa gayi hai darmiyan magar dil hatheela kahe tum hi iski ho tamanna tum hi iski aarzoo dil hai mera eak jazeera tum samandar jaansu
dil ka main kya karoon main jiyun ya maroon kya karoon kya karoon tum kaho kya karoon
soya hai yeh dil bas tumhare haseen sapnon ki baahon mein khoya hai yeh dil beete lamhon ko jaati huyi raahon mein goya hai yeh dil aaj bhi unn mohabbat bhari baaaton mein roya hai yeh dil yaad karke tumhein chandni raaton mein
gehri mayusiyan chha rahi hain yahan magar dil hatheela kahe tum hi iski ho tamanna tum hi iski aarzoo dil hai mera eak jazeera tum samandar jaansu
dil ka main kya karoon main jiyun ya maroon kya karoon kya karoon tum kaho kya karoon kya karoon kya karoon main kya karoon