mera wajood duniya meri sarmaya tu…manzil meri aabad ho hi jaaye jo pyaar tera paaye meri zindagi bana loon tu jo zindagi mein aaye main to eid hi mana loon tu jo chaand ban ke aaye… jo agan hai usko paa lun tu jo bandigi mein aaye meri zindagi bana loon tu jo zindagi mein aaye main to eid hi mana loon tu jo chaand ban ke aaye

tu hi aagaz hai… tu hi parwaaz hai tu hi uruj mera tu hi anjaam hai giru farsh pe ya milu khaak mein mujhko parwaah nahi tu jo ho saath mein ye jahaan bhi haar jaaun tu jo jeet ban ke aaye meri zindagi bana loon tu jo zindagi mein aaye main to eid hi mana loon tu jo chaand ban ke aaye

tu hai to zindagi khushiyon ka saaz hai har din hi jashn hai har pal mahtaab hai hai mere bol magr tere alfaaz hain mere dil mein hardam tere ehsas hain apni neendon ko saja loon tu jo khwab ban ke aaye meri zindagi bana loon tu jo zindagi mein aaye main to eid hi mana loon tu jo chaand ban ke aaye tu jo chaand ban ke aaye…

jo agan hai usko paa lun tu jo bandigi mein aaye meri zindagi bana loon tu jo zindagi mein aaye main to eid hi mana loon tu jo chaand ban ke aaye