Aaja Nachle

Aaja Nachle

hindi - 1913

1. Aaja nachle nachle mere yaar tu nachle

mera jhumka utha ke laaya re yaar ve jo gira tha bareli ke bazaar me main to thumka lagaake sharma gayi boli ghoongar bandha denge mein aa gayi mujhko nachaake nachle aaja nachle nachle mere yaar tu nachle jhanak jhanak jhankaar o nachle nachle mere yaar tu nachle abb to luta hai baazar sabko bhulaake nachle aaja nachle nachle mere yaar tu nachle jhanak jhanak jhankaar o nachle nachle mere yaar tu nachle abb to luta hai baazar

2. O re piya

o re piya haaye – 3 udne laga kyon man baawla re aaya kahaan se yeh hosla re o re piya haaye – 2

3. Soniye mil ja mele mein

patang sang ud gaya bachpan jhanak jhanak mann dagar suhani re ladakpan aaya aab toh kasak masak yeh kya mastaani re are kya haay jawaani ki hoti hai yahi nishaani re ki chitwan tirchi tirchi huyi jaaye haan aayi jawaani re ho jawaani aayi saath mein laayi pawan ke sang sang har ang chale hichgole le ke gagan ke rang se ude hai takrir lagi humraahi chali purwaayi main hoon tera romeo tu meri hai wohi juliate are main raanjha tera tu meri hai heer soniye mil ja mele mein ke iska naaam jawaani ke jo na main na hoon tere sang to phir kis kaam jawaani are woh nahi jaante hoti kis kaam jawaani tabhi to hoti hai har baar yeh badnaam jawaani soniye mil ja mele mein ke iska naaam jawaani are ke aaja meri jaan ki na main musalman na hindu jaisi koyi bat hu are mein prem khajaane ka hoon pehredaar are ho khabardaar aashiq ki jaat hoon hey banaras ke ikke mein ho gangatir chalenge barf ki dhoop sungane are kashmir chalenge are kaise bhi ho haalaat main tujhko ghuma laau bagdaad yeh mera waada jaanam are yeh chunari bikaaner ki surma jhumka mehandi ?? yeh mera waada jaanam soniye mil ja mele mein ke iska naaam jawaani ke jo na main na hoon tere sang to phir kis kaam jawaani are woh nahi jaante hoti kis kaam jawaani tabhi to hoti hai har baar are badnaam jawaani soniye mil ja mele mein ke iska naaam jawaani

4. Koi patthar se na mare

laila ki saans ki dor bandha woh deewana woh majanu hai woh hosh nahi behosh baawara nahi jaanta woh kyon hai behosh use rehne do ki hosh mein woh aayega to neend mein usaki laila ka woh khwaab tut jayega – 3 koi patthar se na mare – 2 mere deewane ko deewane ko – 2 so hi lene do uska dard yehi hai dawa yehi hai so hi lene do uska din yehi hai jahaan yehi hai so hi lene do ki woh jag pada to dar jaayega phir bilak jaayega ki phelu mein laila nahi hai maut bhi ghabraayegi – 2 paas mein aane ko koi patthar se na mare – 2 mere deewane ko deewane ko – 2

5. Is pal main hoon ya tum bhi ho

is pal main hoon ya tum bhi ho ya dono hoke bhi na hain kyun ho kya ho ho bhi ki na ho ya kehna sunana mana hain is pal main hoon ya tum bhi ho ya dono hoke bhi na hain

6. Show me your jalwa

o bulbul bulbul bulbul bulbul… kahi sharm varm mein chupi hun aisi khubiyaan kahi narm garm mein thami hun aisi khubiyaan kahi chal dhal mein dhabhi hun kahi josh mosh mein dhiki hun kahi chal dhal mein dhabhi hun kahi josh mosh me dhiki aisi khubiyaan zaamane ko bida kar de mujhe sab se juda kar de ohhh aa dhikha de hame teri khubiyaan o teri khubiyaan o teri khubiyaan teri khubiyaan oh loot lenge hume teri khubiyaan o teri khubiyaan o teri khubiyaan teri khubiyaan show me your jalwa show me show me your jalwa………

7. Ishq huwa haaye

hulcul huyi zara shor huwa dil chor huwa teri or huwa – 2 aisi chale jab hawa ishq huwa hi huwa – 2 – 2 ishq huwa haaye – 2