Aaja Nachle-hindi-1913
laila ki saans ki dor bandha woh deewana woh majanu hai woh hosh nahi behosh baawara nahi jaanta woh kyon hai behosh use rehne do ki hosh mein woh aayega to neend mein usaki laila ka woh khwaab tut jayega – 3 koi patthar se na mare – 2 mere deewane ko deewane ko – 2 so hi lene do uska dard yehi hai dawa yehi hai so hi lene do uska din yehi hai jahaan yehi hai so hi lene do ki woh jag pada to dar jaayega phir bilak jaayega ki phelu mein laila nahi hai maut bhi ghabraayegi – 2 paas mein aane ko koi patthar se na mare – 2 mere deewane ko deewane ko – 2
rakhna sambhaal ke yeh patthar kal ko woh din bhi aayega jab patthar honge yeh makaan inki bhi hogi ek zubaan ki dastan-e-laila majanu shaqs shaqs dohraayega patthar ka dher yeh aaj yeh kal ka tajmahal kehlaayega nahi mil payega – 2 phir waqt tumhein pachhtaane ko koi patthar se na mare – 2 mere deewane ko deewane ko – 2