Aakraman

Aakraman

hindi - 1913

1. Fauji gaya jab gao me

fauji gaya jab gao me – 2 pahan ke rangarut ful but pav me fauji gaya jab gao me – 2

2. Qawali gayenge

punjabi gayenge marathi gayenge gujrati gayenge bangali gayenge – 2 aaj chalo milkar hum sab qawali gayenge – 2

3. Chhoti umar me lambe safar me

chhoti umar me lambe safar me yu hamsafar the jeda muh mode baiman howe chhoti umar me lambe safar me yu hamsafar the jeda muh mode jeda muh mode baiman howe chhoti umar me lambe safar me – 2 yu hamsafar the ho ho

4. Woh ek hasin ladki jo

eye hamnasi ek lazmi ati hai yaad bhuli nahi woh ek hasin ladki jo bas lazjab thi – 2 achhi thi wo badi achhi thi wo magar meri kismat kharab thi – 2 woh ek hasin ladki jo bas lazjab thi achhi thi wo badi achhi thi wo magar meri kismat kharab thi

5. Dekho veer jawano apne khun pe

meri jaan se pyare tujko tera desh pukara ja ja bhaiya ja beta ja mere yara ja dekho veer jawano apne khun pe ye ilzam na aaye – 2 varna kahenge mere bete waqt gaya to kam na aaye dekho veer jawano apne khun pe ye ilzam na aaye dekho veer jawano