Aakraman-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
punjabi gayenge marathi gayenge gujrati gayenge bangali gayenge – 2 aaj chalo milkar hum sab qawali gayenge – 2
punjabi gayenge marathi gayenge gujrati gayenge bangali gayenge aaj chalo milkar hum sab qawali gayenge – 2
hansi aati hai humko aaj kal ke naujawane par dawa darde e jigar ki jo dhund deta hai jo dukano par
tadap ke pyar me seene se bas iljham milta hai – 2 watan ki rah me marne se hi ha aaram milta hai – 2 watan ki rah me marne se hi ha aaram milta hai
mausam saal mahina juth marna sach hai jina juth – 2 ishq watan ka sachi baat – 2 tera husn hasina juth mausam saal mahina juth marna sach hai jina juth – 2
samme watan par ban ke parwane jal jayenge aaj chalo milkar hum sab qawali gayenge aaj chalo milkar hum sab qawali gayenge
yaha paida hum ya waha kya farq padata hai koi ho rang koi ho juba kya farq padata hai juba hai isliye jo matlab hai kya samjhe matlab hai kya samjhe na samjhe na samajh use khuda samjhe – 2 na samjhe na samajh use khuda samjhe kyu hai bahajubano par apno aur begano par – 2 ab tak laharate the hum – 2 jhanda sirf makano par kyu hai bahjubano par apno aur begano par aaj jhanda dilo me laharayenge
aaj chalo milkar hum sab qawali gayenge – 2 punjabi gayenge marathi gayenge gujrati gayenge bangali gayenge aaj chalo milkar hum sab qawwali gayenge – 2