Aanch

Aanch

hindi - 1913

1. Tapki jaye

tapki jaye tapki jaye – 2 tapki jaye jalebi ye ras ki haye re umariya sola baras ki – 2 na tere bas ki na mere bas ki haye re umariya sola baras ki – 2 tapki jaye jalebi ye ras ki haye re umariya sola baras ki – 2

2. Lehro se khele hai payal

lehro se khele hai payal payal payal payal aankho ko chume hai kajal bhiga re bhiga ye aanchal aanchal aanchal dil ho gaya mera pagal haye sharmau main ghabrau – 2 kis se chhupau sabko batu main to huyi re diwani sajna ki diwani – 4

3. Sun mori rani tohri jawani

sun mori rani tohri jawani sun mori rani tohri jawani baki duniya pani pani – 2 aaja mohe se aake lipat ja aaj rut hai badi suhani aankhe tohri hai mastani baki duniya pani pani sun mori rani tohri jawani baki duniya pani pani

4. Dil ke mere arman tarse re

dil ke mere arman tarse re ab nahi rahta dil ye bas me re – 2 dilbar jani dil ye pukare aaja aaja aaja aaja aaja aaja aa dil me sama ja re – 2 dil ke mere arman tarse re ab nahi rahta dil ye bas me re

5. Mera dil chura le gayi

sun sun sun sun sun mera dil chura le gayi khwabo ki ek hasina tumhe kya kahu main yaro mushkil hai mera jina mera dil chura le gayi khwabo ki ek hasina ye mujhko kya huya hai pahle huya kabhi na uska wo chehara hansi ab tak to dekha nahi wo hi bato me wo hi yado me wo hi mera sapna tera dil chura le gayi khwabo ki ek hasina ye tujhko kya hua hai pahle hua kabhi na

6. Sada suhagan ka var de de

sada suhagan ka var de de mujhko mere sajan – 2 rahu me teri tulsi banke – 2 janam janam tere aangan sada suhagan ka var de de mujhko mere sajan