Mera dil chura le gayi

Mera dil chura le gayi

Aanch-hindi-1913

sun sun sun sun sun mera dil chura le gayi khwabo ki ek hasina tumhe kya kahu main yaro mushkil hai mera jina mera dil chura le gayi khwabo ki ek hasina ye mujhko kya huya hai pahle huya kabhi na uska wo chehara hansi ab tak to dekha nahi wo hi bato me wo hi yado me wo hi mera sapna tera dil chura le gayi khwabo ki ek hasina ye tujhko kya hua hai pahle hua kabhi na

sun sun sun sun sun jhum ke apna reshmi aanchal jab wo lahraye badal uski chunri bankar us se lipat jaye machal ke apne pairo ki payal jab chhankaye sargam uski khusabu banke hawa ko mahkaye

wo hogi koi pari jannat se aayi huyi – 2 bekarar hu dhundhata hu aaye nazar kahi na tera dil chura le gayi khwabo ki ek hasina ye tujhko kya hua hai pahle hua kabhi na

sun sun sun sun sun kahi bhi nahi lagta hai dil ye mujhe kya huwa har pal sochu mil jaye mujhe uska naam pata bin dekhe ye hal hai mera yaar socho zara dekh liya maine usko to kya ho jayega

mil jaye mujhko kahi to kahunga main yahi – 2 khoya rahta hu tumko chahta hu bas bana lo apna tera dil chura le gayi khwabo ki ek hasina ye tujhko kya hua hai pahle hua kabhi na

uska wo chehara hansi ab tak to dekha nahi wo hi bato me wo hi yado me wo hi mera sapna tera dil chura le gayi khwabo ki ek hasina ye tujhko kya hua hai pahle hua kabhi na sun sun sun sun sun – 2

tera dil chura le gayi khwabo ki ek hasina ye tujhko kya hua hai pahle hua kabhi na – 2