Aavishkar

Aavishkar

hindi - 1913

1. Naina hain pyase mere

naina hain pyase mere pyasa hai pran mera main hu ek barkha ke bin jalta sa din aashiya hai sunsan mera

2. Hasne ki chah ne itna mujhe rulaya hai

hasne ki chah ne itna mujhe rulaya hai koyi hamdard nahi dard mera saya hai

3. Mere lal tum to hamesha the

maa ko pukarkar pucha bachhe ne aaya kahan se ho maa bolo toh pada kaha paya gaya bolo toh sunkar sawal yeh maa ke stano se uphal pada dudh aur bah aaya aankho se uttar