Aavishkar-hindi-1913
hasne ki chah ne itna mujhe rulaya hai koyi hamdard nahi dard mera saya hai
dil toh uljha hi raha jindagi ki bato me sanse jalti hain kabhi kabhi rato me kisi ki aahate ye kaun muskuraya hai koyi hamdard nahi dard mera saya hai
sapne chalte hi rahe roj nayi raho se koyi phisla hai abhi abhi baho se kisi ki aah par taro ko pyar aaya hai koyi hamdard nahi dard mera saya hai