Abhay

Abhay

hindi - 1913

1. Hasde hasde hasde hasde…

hasde hasde hasde hasde……… oh aa hasde khil khil khil ke hasde……… hasde oh hasde hasde hasde hasde hasde……… khil khil khil ke hasde……… hasde hasde hasde hasde… janwar nahee hasta hain bas insan hasta hai jo naa hase mujhe toh janwar hee lagta hai toh khil khil khil ke has de khul khul khul ke has de hasde hasde hasde hasde………

2. Koyal se mili tumko aawaaz pyari si

hmm… hmm… hmm… ho… koyal se mili tumko aawaaz pyari si hirni se mili tumko aankhn katari si – 2 kaliyo se mili tumko narmi yeh mehki si aur mujhse mili tumko chahat yeh behkisi dhin tana nana dhin tana nana dhin tana nana dhin – 2 sun lo sun lo apni hee kahani tumne payi kaise har nishani sun lo… sun lo…

3. Tum kya cheez ho hey what are you

tum kya cheez ho what are you kal tak mujhko gaurav tha mai devtao kee hu santan aaj magar hu aadha janwar aaj hu mai aadha insan i really like you oh god tum jo chu rahi ho woh god nahee hai janwar hai insan andar hai mujhe dono chahiye ek hee milega

4. Zingoria

joote ki chaal liye barch liye dhhaal liye… joote ki chaal liye barch liye dhhaal liye balkhaake chalti zingoria tan mein hai aag lagi mann mein hai pyaas jagi kyun na machalti zingoria-2

5. Kal tak mujhko gaurav tha

kal tak mujhko gaurav tha mai devtao kee hu santan aaj magar hu aadha janwar aaj hu mai aadha insan kal tak meri dhadkan dhadkan jiwan rag sunati thi lekin aaj hai mere ang ang men jaise thanda ek shamshan kaun pukara -2 dekho sab kuch badal gaya koyi pichhe chhut gaya hai koyi aage nikal gaya aag ke hai yeh nag ke jo hai lipte huye mere tan se pairo se aur baju se aur sine se aur gardan se