Abhay-hindi-1913
Lyricists:
Javed Akhtar
kal tak mujhko gaurav tha mai devtao kee hu santan aaj magar hu aadha janwar aaj hu mai aadha insan kal tak meri dhadkan dhadkan jiwan rag sunati thi lekin aaj hai mere ang ang men jaise thanda ek shamshan kaun pukara -2 dekho sab kuch badal gaya koyi pichhe chhut gaya hai koyi aage nikal gaya aag ke hai yeh nag ke jo hai lipte huye mere tan se pairo se aur baju se aur sine se aur gardan se
kaun pukara -2 kal tak meri dhadkan mai devtao kee hu santan aaj magar hu aadha janwar aaj hu mai aadha insan kal tak meri dhadkan dhadkan jiwan raag sunati thi aaj hai mere ang ang men jaise thanda ek shamshan
dharti kee aankhen bhigi hai aur ambar bhi rota hai dooniya men koyi sab pata hai aur koyi sab khota hai dharti kee aankhen bhigi hai aur ambar bhi rota hai dooniya men koyi sab pata hai aur koyi sab khota hai
jharne ho nadiya ke sagar sab hai pani ke dhare lekin in ankho ke aansu jaise pigle angare chinkh rahi hai sari dishaye koyi disha khamosh nahee dosh nahee hai tera lekin phir bhi too nirdosh nahee dub naa jayey dooniya teri aansu kee iss baarish men lagta hai tere dil aur aankhe dono hai iss sajish men