2. Mai hu kaun ye tujhko nahi hai pata
re sar uthega sar uthega jo bhi mere samne kat jayega teri aankho par bada parda hai jo hat jayega are rakh jara aawaz nichi yu garaj na to chhod de jo garajte hai iss tarha wo barste nahi are tu hai kaun me ha mai hu kaun ye tujhko nahi hai pata – 2 jo mujhko aankh dikhaye aur takat pe ikraye mere samne sar na jukaye are aisa koi ha aisa koi mere samne aaya nahi are tu hai kaun mai hu kaun yeh tujhe bhi nahi hai pata – 2 are tu kya mujhe daraye dekhe meine maut ke chhaye jaye jaan bala se jaye are zulm ke aage o julm ke aage meine sar jhukaya nahi o me hu kaun aye me hu kaun yeh tujhko nahi hai pata3. Mujhe dena re badhai gao walo
dhamak dhamak dham dholak baje gunj uthi sahenai – 2 tulsi ki ramayan ne bhi baat yahi batlai ha ha baat yahi batlai jab jab neki aur badi ki jag me hui ladai ha ha jag me hui ladai are ravan ko bhetkar mili hai ram ko mili badhai ha ha ram ko mili badhai – 2 are badhai ho bhaiya ho badhai ho badhai ho