Mujhe dena re badhai gao walo

Mujhe dena re badhai gao walo

Ahinsa-hindi-1913

dhamak dhamak dham dholak baje gunj uthi sahenai – 2 tulsi ki ramayan ne bhi baat yahi batlai ha ha baat yahi batlai jab jab neki aur badi ki jag me hui ladai ha ha jag me hui ladai are ravan ko bhetkar mili hai ram ko mili badhai ha ha ram ko mili badhai – 2 are badhai ho bhaiya ho badhai ho badhai ho

mujhe dena re mujhe dena re badhai gao walo ke yaar mera rab ho gaya – 2 rab ho gaya re yaar rab ho gaya – 2 ho ho ho ho ho ho me hu pyar ka o me hu pyar ka pyasa gao walo ke pyar mera rab ho gaya rab ho gaya re pyar rab ho gaya – 2 mujhe dena re badhai gao walo ke yaar mera rab ho gaya

nachu kaise na me aaj rakhi piya ji ne laaj more saiyaji ki aarti utar lo ho mujhse saiyaji ki aarti utar lo wo he prem ka diwana sara jane ye zamana use ek baar pyar se pukar lo ho use ek baar pyar se pukar lo are akhiyo re akhiyo suno mori sakhiyo ho suno mori sakhiyo – 2 usko palko ki chhavo me bithalo ke yaar mera rab ho gaya rab ho gaya re yaar rab ho gaya – 2 me hu pyar ka pyasa gao walo ke pyar mera rab ho gaya

mangu sabki me khair raha kisi se na bair maza zindgi ka aaya yaro ab hai – 2 banda rab ka hai noor banda bande se hai door banda pyar kare khud rab hai – 2 chhota nahi koi aur bada nahi koi ha bada nahi koi chhota nahi koi aur bada nahi koi aao gairo ko bhi gale lagalo ke pyar mera rab ho gaya rab ho gaya re pyar rab ho gaya – 2 mujhe dena re badhai gao walo ke yaar mera rab ho gaya rab ho gaya re yaar rab ho gaya – 4