Amba

Amba

hindi - 1913

1. Ek swarg hai aasman par

ek swarg hai aasman par ek swarg hai dharti par – 2 aasma ke swarg se sundar swarg ye hamara hai waha jane kya hai kya nahi hai yaha ghar hamara hai ek swarg hai aasman par ek swarg hai dharti par – 2

2. Sherowali mata ka jab naam

ashi char churashi kanthyawali mata teri sada hi jai uchiya pahada wali mata teri sada hi jai uchiya latha wali mata teri sada hi jai

3. Ma ka man mamta ka mandir

ma ka maan mamta ka mandir maan ke andar tut gaya ma ka maan mamta ka mandir maan ke andar tut gaya roye yashoda maiya kanhiya ruth gaya – 2 – 2

4. Aurat zat mard se jhagda

aurat jat mard se jhagda oo ho aurat jat mard se jhagda tere bas ka kam nahi teri chhuti na kar du to sarju mera naam nahi teri chhuti na kar du – 2 to sarju mera naam nahi aurat jat mard se jhagda oo ho aurat jat mard se jhagda tere bas ka kam nahi teri chhuti na kar du to sarju mera naam nahi – 2

5. Laga ragda to mit gaya jhagda

bam bam bhole laga ragda ho laga ragda to mit gaya jhagda ke tera mera mail ho gaya laga ragda to mit gaya jhagda ke tera mera mail ho gaya pas mai ho gayi re imthan me pas mai ho gayi re imthan me balam tu fail ho gaya – 2 laga ragda to mit gaya jhagda ke tera mera ke tera mera mail ho gaya