Amba-hindi-1913
Lyricists:
Anand Bakshi
Singers:
Kishore Kumar
aurat jat mard se jhagda oo ho aurat jat mard se jhagda tere bas ka kam nahi teri chhuti na kar du to sarju mera naam nahi teri chhuti na kar du – 2 to sarju mera naam nahi aurat jat mard se jhagda oo ho aurat jat mard se jhagda tere bas ka kam nahi teri chhuti na kar du to sarju mera naam nahi – 2
jitne ber tu maregi sab ber tere kha jauga – 2 bhag hirniya bhag bhag hirniya bhag ke mai hu sher tuje kha jauga mufat me mari jayegi tu arey mufat me mari jayegi tu achha ye anjam nahi teri chhuti na kar du to sarju mera naam nahi – 2
ye mat soch ke prit ke mithe git mai tujhe sunauga ye mat soch ye mat soch ke prit ke mithe git mai tujhe sunauga arey dharke dunga ek dharke dunga ek tujhe din me tare dikhlauga mai lath maru lathi wala oye hoye mai lath maru lathi wala murli wala shyam nahi teri chhuti na kar du to sarju mera naam nahi – 2
kanta lage na kankar shankar ka mai prem pujari hu- 2 tu nari maan ki bimari – 2 mai pakka baramchari hu ari mai pakka baramchari hu mai koi dil fek diwana mai koi dil fek diwana aawara badnaam nahi teri chhuti na kar du to sarju mera naam nahi – 2 aurat jat mard se jhagda oo ho aurat jat mard se jhagda tere bas ka kam nahi teri chhuti na kar du to sarju mera naam nahi – 2