Anurodh

Anurodh

hindi - 1913

1. Aate jate khubsurat aawara sadko pe

hmm… aate jate khubsurat aawara sadko pe kabhee kabhee itefak se kitne anjan log mil jate hain uname se kuchh log bhul jate hain kuchh yad reh jate hain uname se kuchh log bhul jate hain kuchh yad reh jate hain – 2

2. Tum besahara ho toh kisi kaa sahara bano

tum besahara ho toh kisi kaa sahara bano tum ko apne aap hee sahara mil jayega kashti koyi dubati pahuncha do kinare pe tum ko apne aap hee kinara mil jayega tum besahara ho toh………

3. Aap ke anurodh pe

aap ke anurodh pe mai yeh git sunata hu – 2 apne dil kee bato se aap kaa dil behlata hu aap ke anurodh pe……

4. Aaja ho aaja

aaja ho aaja – 3 ke mere dil ne tadap ke jab nam tera pukara – 2 kahan se naa janey chala aaya yeh mausam pyara pyara mere dil ne tadap ke jab nam tera pukara – 2 aaja ho aaja………