Azaad

Azaad

hindi - 1913

1. Main hu teri prem deewani

ho main hu teri prem deewani mere saiyya mere raja dil jaani main hu teri prem deewani mere saiyya mere raja dil jaani tune kaisa jaadu kiya re kachhe dhaage se baandh liya re ho ho main hu teri prem deewani mere saiyya mere raja dil jaani main hu teri prem deewani

2. Kitni javan hai rat

kitni javan hai rat koyi yad aa gaya badhane lagi hai bat koyi yad aa gaya

3. Ja ri ja ri o kari badariya

ja ri ja ri o kari badariya mat baraso re meri nagariya parades gaye hain sanvariya ja ri ja ri……

4. Raju chal rajuapni masti me too

raju chal raju -2 apni masti me too koyi jiye ya mare kya hamko babu

5. Pee ke daras ko taras rahi ankhiya

kabhee kamosh rehte hain kabhee ham aah bharte hain kisi ke waste kya kya sitam iss dil pe karate hain

6. Jaan ki kasam sacch

lata jaan ki kasam sach kehte hai hum khushi ho ya ghum baant lenge hum aadha aadha are jaan ki kasam sach kehte hai hum khushi ho ya ghum baant lenge hum aadha aadha yeh waada haan waada yeh waada raha

7. Dekhojee bahaar aai

dekhojee bahaar aai baaghon men khili kaliyaan -2 aana hai to aajaao sooni hain meri galiyaan dekho ji bahaar aai baaghon men khili kaliyaan

8. Ho kaun mil gaya

chupke se bat sunu aaye ri saheli ghar pe woh nikli aaj akeli sharma gayi kyu nar naveli raste me kaun mila bujho paheli arey kaun arey woh mil gaya hoga kaun mil gaya ghar se nikalte hay hay hay…… yar mil gaya ghar se nikalte ho kaun mil gaya ghar se nikalte ho kaun mil ho kaun mil ho yar mil gaya ghar se nikalte ho kaun mil ho kaun mil ho pyar mil gaya raste pe chalte ho kaun mil ho kaun mil ho kaun mil gaya hay hay hay……

9. Apalam chapalam chap layi re

apalam chapalam chap layi re dooniya ko chhod teri gali aayi re aayi re aayi re… apalam chapalam…