Dil Vil Pyar Vyar

Dil Vil Pyar Vyar

hindi - 1913

1. O hansinee meree hansinee

o hansinee meree hansinee kaha udd chalee mere armano ke pankh lagake kaha udd chalee – 2 aaja meree sanso me mahek raha re tera gajra aaja meree rato me lahek raha re tera kajra – 2 o hansinee meree hansinee kaha udd chalee mere armano ke pankh lagake kaha udd chalee

2. Tere bina jindagi se koi

tere bina jindagi se koi shikwa toh nahi shikwa nahi shikwa nahi shikwa nahi tere bina jindagi bhi lekin jindagi toh nahi jindagi nahi jindagi nahi jindagi nahi tere bina jindagi se shikwa toh nahi

3. Yado kee barat niklee hai aaj

yado kee barat niklee hai aaj dil ke dware dil ke dware sapno kee shehnayee bite dino ko pukare dil ke dware o… chhedo tarane milan ke pyare pyare sang hamare yado kee barat niklee hai aaj dil ke dware dil ke dware

4. Rat kalee ek khwab me aayee

hm he……… rat kalee ek khwab me aayee aur gale ka har huyee – 2 subaho ko jab ham nind se jage aankh unhee se char huyee rat kalee ek khwab me aayee aur gale ka har huyee

5. Barsaat bhi aakar chali gayi

barsaat bhi aakar chali gayi baadal bhi garajkar baras gaye

6. Goom hai kisi ke pyar mein

–male– ho goom hai kisi ke pyaar mein dil subaah shaam par tumhe likh nahin paaoon main uska naam haai raam haai raam subaah shaam

7. Kya janu sajan hotee hai kya gham kee sham

aa aa……… kya janu sajan hotee hai kya gham kee sham jal uthe sau diye jab liya tera nam – 2 kya janu sajan………

8. Ab ke saawan mein

–female– ab ke saawan mein ji darre rim jhim tan pe paani gire – 2 mann mein lage aag si ho

9. Tum bin jaaoon kahan

tum bin jaaoon kahan – 2 ke duniya mein aake kuch na phir chaaha sanam tumko chaahke tum bin ay jaaoon kahan ke duniya mein aake kuch na phir chaaha sanam tumko chaahke tum bin dekho mujhe sar se kadam tak sirf pyaar hoon main gale se laga lo ke tumhaara beqaraar hoon main tum kya jaano ke bhatakta phira kis kis gali tumko chaahke tum bin ay jaaoon kahan ke duniya mein aake kuch na phir chaaha sanam tumko chaahke tum bin reh bhi sakoge tum kaise hoke mujhse judaa phat jaayegi deewaarein sunke meri sada aana hoga tumhe mere liye saathi meri sooni raah ke tum bin jaaoon kahan – 2 ke duniya mein aake kuch na phir chaaha sanam tumko chaahke tum bin jaaoon kahan ke duniya mein aake kuch na phir chaaha sanam tumko chaahke tum bin

10. Mere samnewalee khidkee me

barsat bhee aakar chalee gayee badal bhee garajkar baras gaye – 2 par usakee ek jhalak ko ham ai husn ke malik taras gaye kab pyas bujhegee aankho kee din rat yeh dukhda rehta hai mere samnewalee khidkee me ek chand ka tukda rehta hai – 2 afsos yeh hai ke woh hamse kuchh ukhda ukhda rehta hai mere samnewalee khidkee me ek chand ka tukda rehta hai

11. Kehna hai kehna hai

kehna hai -2 aaj tumse yeh pehlee bar tum hee toh layee ho jivan me mere pyar pyar pyar – 2 tumse kehne walee aur bhee hai pyaree bate – 2 samne sabke bolo kaise keh du saree bate aaj magar bas itna hee karna hai ikrar tum hee toh layee ho jivan me mere pyar pyar pyar