Don

Don

hindi - 1913

1. Arre deewano mujehmen hoon don

are diwano mujeh pehechano kahan se aaya mein hoon kaun mein hoon kaun mein hoon kaun mein hoon kaun mein hoon mein hoon mein hoon kaun?

2. Khaike pan banaras wala

arey bhang kaa rang jama ho chaka chak phir lo pan chabay arey aisa jhatka lage jiya peh punar janam hoyee jay

3. Jiska mujhe tha intezaar

jis ka mujhe tha intezaar jis ke liye dil tha beqaraar voh ghadi aa gayi aa gayi aaj pyaar mein had se guzar jaana hai maar dena hai tujhko ya mar jaana hai – 2 mujhpe jo guzri tu kya jaane tu kya samjhe o deewane lete rahoongi badna tujhse aayi hoon dil ki aag bujhaane o kaatil meri nazron se bachke kahan jaayega kaatil meri nazron se bachke kahan jaayega diya hai jo mujhko vahi tu mujhse paayega voh ghadi aa gayi aa gayi teer banke jigar mein utar jaana hai maar dena hai tujhko ya mar jaana hai