Don-hindi-1913
jis ka mujhe tha intezaar jis ke liye dil tha beqaraar voh ghadi aa gayi aa gayi aaj pyaar mein had se guzar jaana hai maar dena hai tujhko ya mar jaana hai – 2 mujhpe jo guzri tu kya jaane tu kya samjhe o deewane lete rahoongi badna tujhse aayi hoon dil ki aag bujhaane o kaatil meri nazron se bachke kahan jaayega kaatil meri nazron se bachke kahan jaayega diya hai jo mujhko vahi tu mujhse paayega voh ghadi aa gayi aa gayi teer banke jigar mein utar jaana hai maar dena hai tujhko ya mar jaana hai
jaadu tera kis pe chala hoga kisi din yeh faisla voh ghadi aayegi aayegi jaana tune abhi yeh kahan jaana hai kise jeena hai aur kisko mar jaana hai hoga tera aashiq zamaana auron ka dil hoga tera nishaana naaz na kar yun teere nazar pe aaye hamein bhi teer chalaana jo hai khilaadi unhe khel hum dikhaayenge apne hi jaal mein shikaari phas jaayenge voh ghadi aayegi aayegi waqt aane pe tujhko yeh samjhaana hai kise jeena hai aur kisko mar jaana hai – 2