1. Dushman mera
koi jaane na yeh kaisi aag hai… mere dil ko dasta yeh kaisa naag hai… har ghadi main jisko dhundun bachke na jaayega haan kahin na kahin toh ek din mujhe mil hi jaayega dushman mera2. Aa raha hoon palat ke
mere dushman samajh rahe thay main ab kabhi laut ke na aaunga ek gumnaami ka samundar hai uss mein hi jaa ke doob jaunga abhi baaki meri kahani hai saari duniya ko jo sunaani hai mujhe phechano dekho main hun kaun aa raha hoon palat ke main hoon don – 33. Mujhko pehchaanlo
duniya main logon ne phir apane dil thaame aaya hoon lekar main phir kitne hungame4. Zaraa dil ko thaam lo
dilkashi aur dilbari uski hai jadugari oh – 2 jiski aankhein hai taare tehra jis pal hai saare aye dil yeh sach hai kya aaj woh hai kya aa hi gaya zara dil ko thaam lo naam lo keh bhi do hai kaun aa gaya aa gaya laut ke dekho don