Don 2-hindi-1913
koi jaane na yeh kaisi aag hai… mere dil ko dasta yeh kaisa naag hai… har ghadi main jisko dhundun bachke na jaayega haan kahin na kahin toh ek din mujhe mil hi jaayega dushman mera
mujhe dhundna aasaan hai kahaan zamin dekh lo ya aasmaan main ek pal yahan main ik pal hun wahan nahin paaoge mera nishaan jo koi bhi mujhko dhunde woh kuch naa paayega dil mein hi woh dil ke armaan wapas le jaayega samjhe jara dushman mera
inn aankhon main hai jaane kaisi jwala iss ko matt bujhne dena sunn lo mera kehna gusse main kitani tum dilkash lagati ho jab tak bhi reh pao tum gusse mein hi rehana mera gussa toh dekhoge ek din mere dil mein kya hai jaanoge ek din tumse main itna keh dun woh din jab aayega dil main hi woh dil ke armaan wapas le jaayega samjhe jara dushman mera