Gaja Gamini

Gaja Gamini

hindi - 1913

1. Meree payal bole chham chham

meree payal bole chham chham chham chham… yun aankho ne chhedee hai sargam meree chaho ke sanam sanam sanam…… tu aisa ke jaise hai shabnam chhuna tujhe mushkil pana tujhe mushkil priyam priyam meree payal bole chham chham chham chham…… yun aankho ne chhedee hai sargam dil teraa ho gaya tu kahan kho gaya – 2 ninde udake jadu jagake tan mann me mithee see agnee lagake tu agar mila nahee jiyenge tere bin naa ham oh naa ham meree payal bole chham chham chham chham…… yu aankho ne chhedee hai sargam badal badal jayenge milke tujhse aayenge prit kaa git sunayenge dhadkan dhadkan gayenge pritam tere liye tod diye maine piya duniya kee niyam niyam tere liye kitnee hee bar liya dharti pe janam janam meree payal bole chham chham chham chham chham…… yun aankho ne chhedee hai sargam meree chaho ke sanam sanam sanam tu aisa ke jaise hai shabnam chhuna tujhe mushkil pana tujhe mushkil priyam priyam meree payal bole chham chham chham chham chham yun aankho ne chhedee hai sargam sa dha pa ga re sa re ga meree chaho ke sanam sanam sanam tu aisa ke jaise hai shabnam

2. Do sadiyo ke sangam par milne aaye hain

do sadiyo ke sangam par milne aaye hain