Do sadiyo ke sangam par milne aaye hain

Do sadiyo ke sangam par milne aaye hain

Gaja Gamini-hindi-1913

Lyricists

Music Directors

do sadiyo ke sangam par milne aaye hain

do sadiyo ke sangam par milne aaye hain – 2

ek sadee kee shyam jahan par ek sadee kaa wahee savera samay naa dale kahee bhee dera

ek samay lekin do sadiya do sadiya – 2

do sadiyo ke bich uthee – 2 ehsas kee ek divar – 2

iss divar ke pichhe jake – 2 bhes badalta yeh samay – 2

kya karta hai shringar do sadiyo ke sangam par milne aaye hain – 2

ek sadee kee shyam jahan par ek sadee kaa wahee savera samay naa dale kahee bhee dera

ek samay lekin do sadiya do sadiya – 2

nile rang ke iss davan me kitne sukun bhare lamhe hain nile nile rang me ruh ke sare git ghule hain

surkhee jaise garam lahu hai chhalak sharab hai surkhee surkhee taja jakhm jaise khilta gulab hai surkhee

han jism me behtee saree surkhee ruh ke sare nile nagme

do sadiyo ke sangam par milne aaye hain – 2

ek sadee kee shyam jahan par ek sadee kaa wahee savera samay naa dale kahee bhee dera

ek samay lekin do sadiya do sadiya – 2