Gali Gali Chor Hai

Gali Gali Chor Hai

hindi - 1913

1. Gali gali chor hai

yeh sab mann ke bhi hain kaale – 2 kya baat hai bhaiyya kya baat hai mere ghar mein hi rehte hain mera ghar lootne wale dil ki baat keh di hai bhaiyya dil ki baat jo cheezein junglon ki hai unhe jungle mein rehna tha woh ab dilli mein rehte hain jihne chambal mein rehna tha jihne chambal mein rehna tha nikaalo nikaalo inn bayimaano ko

2. Suno suno pata karo kaha hai hum

suno suno pata karo kahan hai hum suno suno jahan ho tum wahan hai hum – 2 abhi abhi nayi hawa mein aaye hai abhi abhi pata chala jawan hai hum tum bhi ho yahan hum bhi hai yahan jaana hume phir kahan suno suno pata karo kahan hai hum suno suno jahan ho tum wahan hai hum

3. Chhanno

aye channo aye channo saali item bomb aye channo kare dil ding-dong channo ki aankhien bijli-bijli channo ki kamariya patli-patli haath naa aaye saali titli-titli desi ghee yeh asli-asli aye channo mehngi hui hai angdaayi – 2 jabse channo hai khidki pe aayi mehngi hui hai angdaayi jabse channo hai khidki pe aayi launde sadak ke phokat mein dekhe channo ki aanch se aankhein yeh sekein – 2