Hameshaa

Hameshaa

hindi - 1913

1. Marke bhi laut aayenge

na tum rahoge na hum rahenge na aankhe rahengi na ishare rahenge na ye ja rahegi ye do badan na rahenge tum hamare rahoge hum tumhare rahenge marke bhi laut aayenge hum yara ke liye ek janam kam hai sanam pyar ke liye pyar ke liye

2. Hamesha tu mujh me rahega

hamesha tu mujh me rahega kaha yaha yaha hum or tum us pe ye shama aise me kah bhi de dil ki dasta dil me tu hi tu hamesha hamesha ha ji ha ji ha

3. Dil mujhse juda kyun huwa

dil mujhse juda kyun huwa yeh tujhpe fida kyun huwa nam teraa hee lene laga yeh divana sa kyun huwa roka isse maana nahee teraa hona tha ho gaya yad teree kyun aane lagee jan meree kyun jane lagee aankh meree kyun rone lagee ruh meree kyun gane lagee

4. Ae dil hame itna bata

ae dil hame itna bata marte hai ham jinke liye kaise chale unko pata ae dil hame itna bata dil hi agar ek dard ho to kya kare dil ki dava marte hai ham jinke liye kaise chale unko pata ae dil hame itna bata