Hameshaa-hindi-1913
ae dil hame itna bata marte hai ham jinke liye kaise chale unko pata ae dil hame itna bata dil hi agar ek dard ho to kya kare dil ki dava marte hai ham jinke liye kaise chale unko pata ae dil hame itna bata
jinhe hamne nindo me khwabo me pala vo aankho ki thandak vo dil ka ujala hai betab ham bhi ye vo mante hai magar voh isharo ko kam jante hai zamane ki nazro se hamne bahcha ke unhe dhadakano me rakha hai chhupa ke vo chehra koi aaina bhi na dekhe koi aur to kya kuda bhi na dekhe kuda bhi na dekhe kuda bhi na dekhe
mangi hai ye dil ne dua marte hai ham jinke liye kaise chale unko pata dil hi agar ek dard ho to kya kare dil ki dava ye dil jinki chahat me pagal bana hai unhe kya khabar hai hame kya hua hai unhe kya pata kya hai halat hamari tadapati hai kaise mohabbat hamari ye dil keh raha hai dhadakate dhadakate vo aayenge ek din tadapate tadapate hamare hai vo unko pa ke rahenge agar mil na paye to ham chhin lenge to ham chhin lenge to ham chhin lenge ham kuch nahi unke bina marte hai ham jinke liye kaise chale unko pata dil hi agar ek dadr ho to kya kare dil ki dava ae dil hame itna bata