Holiday

Holiday

hindi - 1913

1. Khwahisho se yeh suna hain

khwahisho se yeh suna hain pyar hamko ho raha hain tum hee toh ho woh sapna jo dekha hai jee bhee liya hain tum hee toh ho woh lamha jo abb jindagee ban gaya hain

2. Move with my body

dehka dehka sa yeh sama pighla dega aasman abb toh aaja move with my body thoda junun thoda nasha thoda jehar thodee dawa abb toh aaja move with my body let me take u down turn u round and round oh just come on now move with my body and take u down turn u round and round turn me round and round and round

3. Tauba yeh kya hua

tauba yeh kya hua dil toot ke chala naseebon ne khela hain yeh khel kaisa tooti tumse dosti mere yaar andhero ne kabhi pyar se gale se lagaya mujhe o ab raat ka safar kabhi hoga khatma par yeh na jaane tum kaha ho aur honge ham kidhar toh phir yahi thik hain aapki talaash hi karen aur iss talaash mein mere yaar ummid hain yahi milenge kabhi ek baar milenge kahi mere yaar

4. Too hai bhatakta jugnu koyee

too hai bhatakta jugnu koyee mai toh andhere kee hu paree ho too hai awara tufan koyee mai udta huwa tinka sahee aaj apna milan ho gaya kis khwab ne chup chap se meraa badan chu liya – 2 too hai bhatakta jugnu koyee mai toh andhere kee hu paree

5. Aashiyaan ban gaya

aashiyaan ban gaya mera dil aaj se meharbaan ho gaya ishq bhi aaj se aaj ko baandh lu main in zulfon se tham lu main yeh pal meri palkon se ho jashna aaisa jhoome jahaan aaye na aaye kal kya pata aashiyaan ban gaya mera dil aaj se

6. Raks kar le tod de sab janjire

raks kar le tod de sab janjire aa mila kadam sajegee woh mehfile ho ho hain jahan rangin jindagee berangin kyon ho lay pe dhadkano kee hath meraa thame jhum lo o yara taron kee tarah chamkoge toh dekhega jahan ha taron kee tarah

7. Nile nile aasman tale khwab ke ho kafile

nile nile aasman tale khwab ke ho kafile chalo aisee jagah chale aisee jagah chale suraj chand ke pare pariyo kaa pata mile chalo aisee jagah chale aisee jagah chale jaha par shokh lehre ho arsa hee kuchh dopahare ho daude bhigee reto par thandee rat me ghutano bhar samundar nap le tere hee sang me nile nile aasman tale khwab ke ho kafile chalo aisee jagah chale