Holiday-hindi-1913
nile nile aasman tale khwab ke ho kafile chalo aisee jagah chale aisee jagah chale suraj chand ke pare pariyo kaa pata mile chalo aisee jagah chale aisee jagah chale jaha par shokh lehre ho arsa hee kuchh dopahare ho daude bhigee reto par thandee rat me ghutano bhar samundar nap le tere hee sang me nile nile aasman tale khwab ke ho kafile chalo aisee jagah chale
pairo me sipee ho aankho me motee sagar se sikho toh khwahish kya hotee suraj kaa jewar hai subaha ke mathe ghunghat naa yeh karde keh do badal se dekho oss kee bunde palke apanee munde hai ek aisee duneeya jahan khushiya naa dhale aao aaj usko dhund le tere hee sang me nile nile aasman tale khwab ke ho kafile chalo aisee jagah chale
din doobey roshan ho jhilmil yeh tarein sab me ek sapna hai sach honge sare rato kaa andhiyara hamse kehta hai baitho toh mere ghar chanda rehta hai tum sang khwab pura hai tum bin sab adhura hai chahe abb yeh duneeya mile ya naa mile maine toh saja lee hain dil me tere hee sang me nile nile aasman tale khwab ke ho kafile chalo aisee jagah chale aisee jagah chale