Jhoola

Jhoola

hindi - 1913

1. Aag panee me lagee hoy hoy kaise

aag panee me lagee hoy hoy kaise – 2 ke husn kee nav chalee hoy hoy aise – 3

2. Ek samay par do barsate

ek samay par do barsate -2 badal ke sang aankh bhee barse chaaro or hai jal thal jal thal -2 phir bhee pyasa manwa tarse ek samay par do barsate

3. Dur bahut aabadee se ishk kee rangin vadee se

aa ha aa…… dur bahut aabadee se ishk kee rangin vadee se yeh kaun sada deta hai pyar bhara ik dil hoga ya koyee bismil hoga jo apna pata deta hai – 2

4. Aaj mausam salona salona re

ta na na ta na na na ta na na… aaj mausam salona salona re – 2 din salona ritu salonee mausam salona re mausam salona salona re ha salona re din salona ritu salonee mausam salona re

5. Aankhon se kaajal ki lekar siyaahi

aankhon se kaajal ki lekar siyaahi likha hai ye kat sanam tere naam mere pahale-pahale pyaar mere pahale-pahale pyaar tujhe mera salaam – 2 aankhon se kaajal ki lekar siyaahi

6. Na jane kidhar aaj meree nav chalee re

na jane kidhar aaj meree nav chalee re – 2 chalee re chalee re meree nav chalee re – 2 koyee kahe yaha chalee koyee kahe vaha chalee – 2 mann ne kaha piya ke ganv chalee re -2 chalee re chalee re meree nav chalee re

7. Mai toh dilli se dulhan laya re

mai toh dilli se dulhan laya re ai babu jee – 2 meraa bambai se balam aaya re ai babu jee – 2 mai toh dilli se dulhan laya re ai babu jee