Dur bahut aabadee se ishk kee rangin vadee se

Dur bahut aabadee se ishk kee rangin vadee se

Jhoola-hindi-1913

aa ha aa…… dur bahut aabadee se ishk kee rangin vadee se yeh kaun sada deta hai pyar bhara ik dil hoga ya koyee bismil hoga jo apna pata deta hai – 2

aa ha aa…… lehratee see yeh raahe na jane kisko chaahe – 2 kiske didar kee pyasee hain inakee khulee nigaahe – 2 aas lagaye baithe rehana bhee toh maja deta hai dur bahut aabadee se ishk kee rangin vadee se yeh kaun sada deta hai pyar bhara ik dil hoga ya koyee bismil hoga jo apna pata deta hai

aa ha aa…… yeh parabat unche unche kamoshee ke afasane – 2 kyun dur khade bastee se honge yeh bhee diwane – 2 jane kis kisko diwana pyar bana deta hai

dur bahut aabadee se ishk kee rangin vadee se yeh kaun sada deta hai pyar bhara ik dil hoga ya koyee bismil hoga jo apna pata deta hai