Khoya Khoya Chand

Khoya Khoya Chand

hindi - 1913

1. Chale aao saiyaan

chale aao saiyaan paru main tohri paiyaan paru main tohri paiyaan chale aao saiyaan

2. Khushboo sa woh meri saason mein

khushboo sa woh meri saason mein bas jaayega ek nasha sa banke meri jindagi pe chha jaayega karuun intzaar mera yaar kab aayega yaadon mein woh rootha tha khwaabon mein maan jaayega bujh gayi hai shama aake phir jalaayega kab talak mere bin kaho use raha jaayega husn pe ho yakin toh ishq dagmagaayega karuun intzaar mera yaar kab aayega woh julmi sitamgar kab pachhtaayega yaadon mein woh rootha tha khwaabon mein maan jaayega

3. Sakhi piya ko jo main na dekhun

sargam sa re ga ma pa dha ni sa sakhi piya ko jo main na dekhun toh kaise kaate andheri ratiya sakhi…………… piya………… ko jo main na dekhun toh kaise kaate andheri ratiya sargam khoyi main khoyi main jaagi na soyi main baawari saanware raina sataaye re chaina na bhaaye tu aa re aa jaa re piya haari main haari apane jiya se karuun batiyaan batiyaan aaja re piya aasuwan kaajal se likhein pattiyaan pattiyaan sakhi piya ko jo main na dekhun jo main na dekhun toh kaise -2 katein andheri ratiyaan sargam

4. Kyun khoye khoye chaand ki

aaj shab jo chaand ne hai roothane ki thaan li gardishon mein hai sitaare baat hamane maan li andheri syaah jindagi ko sujhati nahi gali ke aaj haath thaamlo ik haath ki kami ?khali kyun khoye khoye chaand ki firaaq mein talaash mein udaas hai dil kyun apane aap se khafa khafa jara jaraasa naaraaj hai dil yeh manjilein bhi khudahi tay kare yeh faasalein bhi khudhi tay kare kyu toh rasto pe phir seham seham sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil kyun khoye khoye chaand ki firaaq mein talaash mein udaas hai dil

5. O re paakhi

o re paakhi o re paakhi kaisa yeh tera fasaana dhundein hai kyun daari daari har pal ik naya thikaana o re paakhi o re paakhi kis des tujhe hai jaana o re paakhi achcha nahi yuun dard ko aajmaana o re paakhi o re paakhi kaisa yeh tera fasaana dhundein hai kyun daari daari har pal ik naya thikaana iss deewaane dil ne bhi julm yeh kya gajab kiya beintaha tha jinse pyaar beintaha unhe ghum diya kaisa tha dil ka nazraana o re paakhi o re paakhi o re paakhi o re paakhi kaisa yeh tera fasaana dhundein hai kyun daari daari har pal ik naya thikaana o re paakhi o re paakhi kis des tujhe hai jaana o re paakhi achcha nahi yuun dard ko aajmaana aankhon ne phir ishaaron se bheja hai ik paigaam sun kap kapaate honthon ne gaayi hai ik nayi si dhun tufaan mein julfon ka aashiyaana o re paakhi o re paakhi