Khoya Khoya Chand-hindi-1913
aaj shab jo chaand ne hai roothane ki thaan li gardishon mein hai sitaare baat hamane maan li andheri syaah jindagi ko sujhati nahi gali ke aaj haath thaamlo ik haath ki kami ?khali kyun khoye khoye chaand ki firaaq mein talaash mein udaas hai dil kyun apane aap se khafa khafa jara jaraasa naaraaj hai dil yeh manjilein bhi khudahi tay kare yeh faasalein bhi khudhi tay kare kyu toh rasto pe phir seham seham sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil kyun khoye khoye chaand ki firaaq mein talaash mein udaas hai dil
jindagi sawaalon ke jawaab dhudnein chali jawaab mein sawaalon ki ik lambi si ladi mili sawaal hi sawaal hain sujhti nahi gali ke aaj haath thaamlo ik haath ki kami ?khali ji mein aata hai murda sitaare noch loon idhar bhi noch loon udhar bhi noch loon ek ? jikr kya main saare noch loon – 2 idhar bhi noch loon udhar bhi noch loon sitaare noch loon main saare noch loon – 2 kyun tu aaj itna vaishi hai mijaaj mein majaaj hai ai gam-e-dil kyun apane aap se khafa khafa jara jaraasa naaraaj hai dil yeh manjilein bhi khudahi tay kare yeh faasalein bhi khudhi tay kare kyu toh rasto pe phir seham seham sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil kyun khoye khoye chaand ki firaaq mein talaash mein udaas hai dil dil ko samajhaana keh do kya aasaan hai dil ko fitrat se sunlo na beimaan hai yeh khush nahi jo mila bas maangata hi hai chala jaanata hai har lagi ka dard hi hai bas ik sila jab kabhi yeh dil laga dard hi hamein mila dil ki har lagi ka sunlo dard hi hai ik sila – 2 kyun naye naye se dard ki firaaq mein talaash mein udaas hai dil kyun apane aap se khafa khafa jara jaraasa naaraaj hai dil yeh manjilein bhi khudahi tay kare yeh faasalein bhi khudhi tay kare kyu toh rasto pe phir seham seham sanbhal sanbhal ke chalta hai ye dil kyun khoye khoye chaand ki firaaq mein talaash mein udaas hai dil – 2