Mausam 2011

Mausam 2011

hindi - 1913

1. Zara si mehndi laga do

zara si mehndi laga do jo rang hi na chadha to tum ek nazar dekh lena jo main na dekhoon to to hawayen ghut ke mar jayengi aur dariyaon ke dil sookh jayenge aur bhainse chara khana band kar dengi handpump me pani aana band ho jayega chidchidi taai hansne lagegi aur gulzari patla ho jayega

2. Ik tu hi tu hi

tera shehar jo peeche chhoot raha kuch andar andar toot raha hairaan hain mere do naina yeh jharna kahan se phoot raha jab jab chaaha tune rajj ke rulaaya jab jab chaaha tune khul ke hasaaya jab jab chaaha tune khud mein milaaya ik tu hi tu hi tu hi tu hi tu hi tu hi – 2

3. Rabba mein toh mar gaya oye

koi dil bekabu kar gaya aur ishqa dil mein bhar gaya – 2 aankhon aankhon mein woh lakho gala kar gaya oye o rabbba mein to mar gaya oye shadai mujhe kar gaya kar gaya oye – 2

4. Abhi na jao chod kar

abhi na jaao chhod kar ke dil abhi bharaa nahi – 2 abhi abhi to aai ho abhi abhi to abhi abhi to aai ho bahaar banake chhaai ho hava zara mahak to le nazar zara bahak to le