Mausam 2011-hindi-1913
Lyricists:
Irshad Kamil
tera shehar jo peeche chhoot raha kuch andar andar toot raha hairaan hain mere do naina yeh jharna kahan se phoot raha jab jab chaaha tune rajj ke rulaaya jab jab chaaha tune khul ke hasaaya jab jab chaaha tune khud mein milaaya ik tu hi tu hi tu hi tu hi tu hi tu hi – 2
mainda toh hai rab kho gaya mainda toh hai haye sab kho gaya teriyan mohabbatan ne lutt putt saaya teriyan mohabbatan ne sacheya sataaya khaali hath modhi naa tu khaali hath aaya mainda toh hai rab kho gaya mainda toh hai haye sab kho gaya
jab jab chaaha tune rajj ke rulaaya jab jab chaaha tune khul ke hasaaya jab jab chaaha tune khud mein milaaya ik tu hi tu hi tu hi tu hi tu hi tu hi – 2 maula… kaanch pe chalna aanch mein jalna jitne bhi dard hai maaye seh na sake yeh jindari zehar ko pee ke sooli pe jee ke nikle jo dum kabhi toh inn dardo se chhote jindari
yun waqt kate meri jaan kate armaan sabhi tukdon mein bante
kaanch pe chalna aanch mein jalna jitne bhi dard hai maaye seh na sake yeh jindari teriyan judaaiyan aggey dukh saare chhote teriyan judaaiyan aggey sukh saare khote pal pal hote mere dil de hai totey mainda toh hai rab kho gaya dil ki gaagar se saat sagar se chhalke hai toh kyon yeh paancho dariya bhi hairaan ho gaye saaz tann mann ke sone se khanke saath mere tha jab mera ab toh yeh veeran ho gaye
tere gham ko mitawaan kaise tujhko bhulawan kaise lagiya nibhawa kaise bhichde ko paawan kaise dil ki gaagar se saat sagar se chhalke hai toh kyon yeh paancho dariya bhi hairaan ho gaye teriyan mohabbatan ne haqq bhi diye hain teriyan mohabbatan ne dukh bhi diye hain tere bina lakh vaari marr ke jiye hain mainda toh hai rab kho gaya
jab jab chaaha tune rajj ke rulaaya jab jab chaaha tune khul ke hasaaya jab jab chaaha tune khud mein milaaya ik tu hi tu hi tu hi tu hi tu hi tu hi – 2 – 2