Pappu Cant Dance Saala

Pappu Cant Dance Saala

hindi - 1913

1. Dil e nadaan

dil e nadan inke kahi sawalo ke uljhe se khayalo me – 2 unke beech me khona nahi bewajha apne jineki tu wajha dil e nadan dil e nadan – 3

2. Zindagi ke par gin sake

kya kabhi hatheliyo me aasman reh payega kya kabhi koi sitare tod payega chahte to hai ha ye ham sabhi jindgi ke par gin sake jindgi magar aisi hai kaha ungaliyo pe jo mil sake kaisi ye jindgi jaisi ye jindgi mat jina chhod do magar jindgi kaisi ye jindgi jaisi ye jindgi bas rehne do use ye jindgi

3. Abhimani mann

jiya hua jo malang chhod apno ka sang challa mann abhimani mann challa chhaye badra sa ghan aur door hai gagan challa mann abhimani mann challa jayega jayega par kahan ro sake pal do pal chupke jahan jiya hua jo malang chhod apno ka sang challa mann abhimani mann challa

4. Saajana

sakhiya kyu ghole kano me kadvi bhasha sapna hai jhuta tera jhuti hai asha sakhiya ye bole tera pardesi saiya na wo ghar lautega na thamega baiya