Pappu Cant Dance Saala-hindi-1913
Lyricists:
Amitabh Bhattacharya
Singers:
Mohit Chauhan
kya kabhi hatheliyo me aasman reh payega kya kabhi koi sitare tod payega chahte to hai ha ye ham sabhi jindgi ke par gin sake jindgi magar aisi hai kaha ungaliyo pe jo mil sake kaisi ye jindgi jaisi ye jindgi mat jina chhod do magar jindgi kaisi ye jindgi jaisi ye jindgi bas rehne do use ye jindgi
dil ye dhund rahate bhi puri karna chaye chahte bhi fir uspe kar raha hai lo shikayate bhi kuch aur surte bhi hongi sapno ki kimte bhi hongi kyu chaye kimato me ye kifayate bhi kash ho sake yu ke ham sabhi mann pasand sapne chune jindgi magar aisi hai kaha jaisi chaye waisi bune kaisi ye jindgi jaisi ye jindgi mat jina chhod do magar jindgi
do alag disha me beh ke bhi dil me jo hai woh keh ke bhi mumkin hai jindagani sang reh ke bhi do dilo ke beeche ki ye doori ek tarfa chal ke hogi puri kab kisne tay kiya hai ye nahi jaruri chahte to hai ha ye ham sabhi pyar hamko bhi mil sake badle me magar sharat hai yahi sath har kadam chal sake kaisi ye jindgi aisi ye jindgi mat jina chhod do magar jindgi
ha yahi hatheliyo me aasman rahe jayega chayega to tu sitare tod payega lajmi nahi jindgi ke par ungaliyo pe ham gin sake kafi hai yahi hamse jindgi jo kahe ham sun sake