Purab Aur Pachhim

Purab Aur Pachhim

hindi - 1913

1. Om jai jagdish hare

–male– om bhur bhuvah swah tatsa vitoor varenyam bhargo devasya dhimahe dhiyoyona prachodayaat

2. Dulhan chalee han pahen chalee

purab me suraj ne chhedee jab kirno kee shehnaayee chamak uthha sindur gagan pe pachchim tak laalee chhaayee hmm… hmm…

3. Koi jab tumhara hriaday tod de

koyee jab tumhaara hriaday tod de tadapata hua jab koyee chhod de tab tum mere paas aanaa pirye meraa dar khula hai khula hee rahega tumhaare liye

4. Purwa suhaanee aayee re purwa

kahee naa aisee subah dekhee aa jaise balak kee muskaan lakh durr kahee ?? aa halki see murlee kee taan gurubanee gurudware toh masjid se uthatee aada aatma aur parmatma mile jaha yahee hai woh sthan

5. Jab zero diya mere bharat ne

jab zero diya mere bharat ne duniya ko tab ginatee aayee taaro kee bhasha bharat ne duniya ko pahale sikhalayee deta naa dashamal bharat toh yu chaand pe jaana mushkil tha dharatee aur chaand duree kaa andaaja lagaana mushkil tha sabhyata jaha pahale aayee pahale janamee hain jaha pe kala apana bharat woh bharat hai jiske pichhe sansaar chala sansaar chala aur aage badha yu aage badha badhata hee gaya bhagwaan kare yeh aur badhe badhata hee rahe aur fule fale