Purab Aur Pachhim-hindi-1913
Lyricists:
Indeevar
Singers:
Mahendra Kapoor
purab me suraj ne chhedee jab kirno kee shehnaayee chamak uthha sindur gagan pe pachchim tak laalee chhaayee hmm… hmm…
dulhan chalee han pahen chalee ho re dulhan chalee ho pahen chalee tin rang kee cholee baago me lahraaye ganga jamuna dekh ke duniya dolee dulhan chalee ho pahen chalee tin rang kee cholee aa… ho…
taj mahal jaisee taja hai surat chalti phirti ajanta kee murat mel milaap kee mehandee rachaaye balidaano kee rangolee dulhan chalee ho pahen chalee teen rang kee cholee ho……
aur sajegee abhee aur sawaregee chadhatee umariya hai aur nikhregee apanee aajaadee kee dulhaniya deep ke upar holee dulhan chalee ho pahen chalee tin rang kee cholee
baago me lahraaye ganga jamuna dekh ke duniya dolee dulhan chalee ho pahen chalee tin rang kee cholee
desh prem hee ajaadee kee dulhaniya kaa waar hai iss albelee dulhan kaa sindur suhaag amar hai maata hai kasturba jaisee… baabul gandhi jaise baabul gandhi jaise chaacha isake nehru shastree dare naa dushman kaise dare naa dushman kaise veer shivaji jaise vire lakshmi bai behna lakshman jis ke bodh bhagat singh usaka phir kya kehna usaka phir kya kehna
jiske liye jawan baha sakte hain khun kee ganga – 2 aage pichhe tino sena le ke chale tiranga sena chaltee hai le ke tiranga – 2 ho koyee ham prant ke vaasee ho koyee bhee bhasha bhashee sabse pehle hain bharatvasee
sabse pehle hain bharatvasee – 4