2. Tumhaare nain dekhake
tumhaare nain dekhake suna hai log jogi ho gaye tumhaare nain dekhake kisi ki aas gayi kisi ki pyaas gayi kisi ko jaan mili hamaari saans gayi tumhaare nain dekhake suna hai log jogi ho gaye tumhaare nain dekhake3. Baabu ghabraate hain
baabu ghabraate hain – 2 chori chori aankhon se – 2 tir chalaate hai bibi sach kehati ho – 2 chonch toh hai baahar aur ande mein rehati ho bibi sach kehati ho chhaila mere rangile dikhane mein bhole se chakhane mein jahirile dikhane mein gudiya ho bholi bhaali samajhe the mirachi ki pudiya ho chale the gulaab lene dekho phulwaadi se – 2 kaanto se ulajh baithe baabu yeh anaadi se pada nahi paala abhi aap ka khilaadi se tinake nikaalo bibi choro ke daadhi se choron se rishta hai choron se ulajho ja ke banda farishta hai mm hmmm farishtein aap se hote hai aaj hi jaana – 2 jamin pe kaise huwa kahiye aap ka aana khuda ne aapko apana salaam bheja hai mijaaj puchhane aa ha mijaaj puchhane woh yeh gulaam bheja hai suna hai aap ke se chanda maama hai khuda ke paas wahaan aap ka nishaama hai kamaal karate hai har baat puchh let hai jiraadari ko -2 badi juldi sungh lete hai yeh ghun chapaanj ke kya haanji saaf karate hai hum aap so ki tabiyat saaf karate hai ja tumhaare jaise bade majanu maare phirate hain ki laila laila gali mein pukaare phirate hain4. Bairi aachar pag pag urajhe hamaar
bairi aachar -2 pag pag urajhe hamaar tanik ungari pakar lo saawariya hamaar bairi aachar pag pag urajhe hamaar tanik ungari pakar lo saawariya hamaar bairi aachar5. Kabhi ruk gaye hain kabhi
kabhi ruk gaye hain kabhi chal diye na jaane kise dhoondate hain safar me kise kho diya tha na jaane dagar me na jaane kise dhoondate hain safar me